Navratri Greetings SMS In Hindi
Navratri Greetings SMS in Hindi to celebrate this nine-day festival in honour of the nine manifestations of Goddess Durga by sending heartfelt Nava Ratri SMS in Hindi language which is close to your heart. Let your loved ones know you are thinking of them on the special occassion of Navratri festival by sharing these original and creative Navaratri SMS Wishes in Hindi. Through these Festive Happy Navratri SMS texts let everyone know the importance of Navratri festival, the traditional ways of celebrating Navaratri and how the Navratri festivity SMS can bring people close to each other. Choose from a wide collection of free Navratri SMS in Hindi, Navratri Festival SMS Greetings for friends, relatives and family and much more. All these Hindi SMS Messages for Navratri are crafted with immense thought and handpicked with attention to give you the best Navratri SMS Greetings collection ever. With so many Hindi Navaratri Festival SMS Text in 160 characters, you have no derth of choice. Post these Navratri SMS Wishes and Greetings in Hindi on Facebook and Twitter as you invoke blessings of Ma Durga, the goddess of Shakti. Festivities keep us together, so celebrate Navratri to the fullest and share happiness with these latest Navratri SMS messages in Hindi.
Aapke jeewan mein sukh
Aapke jeewan mein sukh shanti ho
Prem se ghar bhara rahe
Is navratri yahi dua hai
Aapka har din apno se ghira rahe
Happy Navratri
Aaye tere dar par
Aaye tere dar par lekar pyar, saath mein aayi kushiyo ki bahaar, bahaaron ke mausam mein, maa ka ashirwaad, bhakto ne pukaara maa aa jaao ik baar. Happy Navratri
Ae maa Durga shakti
Ae maa Durga shakti de
Dil mein nirantar bhakti de
Navratri ke is paavan parv par
Sabhi badhaon se mukti de
Navratri Ki shubhkaamnaayein.
Ambe hai tu Jagdambe
Ambe hai tu Jagdambe kali, Jay Durge khappar wali. Tere hi gun gaawe bharati, Wo maiya hum sab jiski utaare aarati. Happy Navratri.
Bajre Ki Roti Aam
Bajre Ki Roti, Aam Ka Achar, Suraj Ki Kirne, Khushiyo Ki Bahar, Chanda Ki Chandani, Apno Ka Pyar, Mubarak Ho Aapko NAVRATRI Ka Tyohar.
Chand ki chandani Basant
Chand ki chandani, Basant ki bahar. Phoolo ki khushbu, Apno ka pyar. Mubarak ho aapko NAVRATRI ka Tyohar. Sada khush rahe aap aur apka Parivar.
Charan sharan mein khade
Charan sharan mein khade tumhari, Le puja ki thali, Barad hast sar par rakh do, Maa sankat harne wali. Happy Navratri.
Dandiya raas aur dher
Dandiya raas aur dher saari khushiyan
Navratri ke din aapko aana hai
Maa ke aangan mein magan hai sab
Shraddha se ye tyohaar manana hai.
Happy Navratri.
Har Pal Khush Rahe
Har Pal Khush Rahe Aap, Kabhi Na Ho Dukho Ka Saamna, Jindagi Aapki Khush haal Rahe, Navratra Sthapana Par Yahi Hai Hamari Kaamna. Navratri Wishes.
Khushian ho overflow masti
Khushian ho overflow, masti kabhi na ho low, apno ka surur chaya rahe, Dil me bhari maya rahe, shohrat ki ho bauchhar, aisa aaye aapke liye dandia ka tyohar.
Lakshmi ka Hath ho
Lakshmi ka Hath ho, Saraswati ka Saath ho, Ganesh ka niwas ho, aur maa durga ke aashirwad se Aapke jeevan main prakash hi prakash ho. HAPPY NAVRATRI.
Lal rang ki chunri
Lal rang ki chunri se saja maa ka darbaar, harshit hua man pulkit hua sansar. Nanhe kadmo se maa aaye aapke dwar, mubarak ho aapko NAVRATRI ka tyohar.
Maa Durga Apko Apni
Maa Durga Apko Apni 9 Bhujao Se Sampannta Pradan Kare. Bal, Buddhi, Aishwarya, Sukh, Swasthya, Dhan, Abhijeet, Nirbhikta, Saahas. Happy Navratri.
Maa durga humein sarvshreshtha
Maa durga humein sarvshreshtha banne ka Saahas-ichha-dhairya pradan kare. Unki aseem kripa hum par bani rahe! Apko aur aapke parivar ko Navratri ki shubhkamnaye
Maa Durga humein sarvshreshtha
Maa Durga humein sarvshreshtha banne ka saahas-ichha-dhairya pradan kare. Unki aseem kripa hum par bani rahe. Aapko navratri ki shubhkamnaye.
Maa durga se vinti
Maa durga se vinti hai ki ve aapke jeevan main sukh, samriddhi, dhan aur yash lekar aaye. Happy Navratri.
Maa Durga se vinti
Maa Durga se vinti hai ki aapke jeevan mein sukh,samriddhi, dhan, yash pardaan kare. Happy Navratra.
Maa Durge Maa Ambe
Maa Durge, Maa Ambe, Maa Jagdambe, Maa Bhawani, Maa Sheetla, Maa Vaishnao, Maa Chandi, Mata Rani aapki manokamna puri kare. JAI MATA DI.
Maa Durge Maa Ambe
Maa Durge, Maa Ambe, Maa Jagdambe, Maa Bhawani, Maa Sheetla, Maa Vaishnao, Maa Chandi, Mata Rani aapki manokamna poori karey.. JAI MATA DI.
Maa ki jyoti se
Maa ki jyoti se noor milta hai, sabke dilo ko suroor milta hai, jo bhi jata hai MAA ke dwar, use kuch na kuch jaroor milta hai. SHUBH NAVRATRI.
Maa tu hi jeevan
Maa tu hi jeevan mera, bhakto ke dukh harne waali, tujh se hi jeevan ki jyot jale, tu hi raksha karne waali. Navratri ki shubh kaamnaayein.
Mata Durga Aapko Aur
Mata Durga Aapko Aur Aapke Pariwar Ko Sukh, Samridhi, Accha Swasthya, Bhakti Aur Shakti Pradan Karey. Happy Navratri
N Nav chetna A
N-Nav chetna A-Akhand jyoti V-Vighna nashak R-Ratjageshwari A-Ananddayi T-Trikal darshi R-Rakshan karti A-Anand mayi. May Navdurga bless you..Happy Navratri
Navratri ka samay hai
Navratri ka samay hai
Mata ka aagman hoga
Aao shraddha se puje maa ko
Har din sukh aur shanti dega
Happy Navratri
Navratri ka utsav hai
Navratri ka utsav hai
Mahaul mein jeevan ke rag ghule hai
Mata ke dwaar aaye hai sab
Jaise swarg ke darwaaze khule hai
Navratri ki shubh kaamnaayein.
Navratri ke shubh avsar
Navratri ke shubh avsar par
Bhakti ke deep jalaate raho
Jab bhi koi mushkil aaye
Maa ke darbar jaate raho
Navratri Ki Shubhkaamnaaye.
Navratri ki nau raatein
Navratri ki nau raatein
Maa ke charnon mein bita dein
Man ki shraddha, prem aur sneha
Mata ke oopar luta dein
Navratri Ki shubhkaamnaayein.
Om Sarva Mangal Maangalye
Om Sarva Mangal Maangalye, Shive Sarvartha Saadhike, Sharanye Triambake Gauri, Narayani Namostute. Jai Mata Di. Happy Navratri to You and Your Family.
Pyaar ka tarana uphaar
Pyaar ka tarana uphaar ho. Khushiyo ka nazrana beshumaar ho. Na rahe koi gum ka ehsaas, Aisa navratra utsav is saal ho. Happy Navratra.
Pyar Ka Tarana Uphaar
Pyar Ka Tarana Uphaar Ho, Khushiyo Ka Nazrana Beshumar Ho, Na Rahe Koi Gam Ka Ehsas, Aisa Navratri Ka Tyohaar Ho. Happy Navratra.
Ramji ki mahima Sita
Ramji ki mahima, Sita maa ka dhairya, Lakshman ji ka tej aur Bharat ji ka tyaag hum sabko jeevan ki seekh deta rahe. Happy Chaitra Navratri.
Ye Navratri Aapke Jeewan
Ye Navratri Aapke Jeewan Main Sukh, Samriddhi, Pragati Ke Dwar Khole. Maa Ki Mamtamayi Chhav Mein Aap Hamesha Aanand Se Rahe. Shubh Navratri.