Ishq ki taleem hamne

Ishq ki taleem hamne bhi paayi,
wafa kya hai yeh samajh na aayi,
wafa se zyada uski ada pasand aayi,
ek bewafa se hamein wafa samajh aayi.

SMS WhatsApp