Home » Shayari SMS » Love Shayari SMS » Ghar se bahar wo
Ghar se bahar wo
Ghar se bahar wo naqaab me nikli,
saari gali unki firaq mein nikli,
inqaar karte hain woh hamaari mohabbat se,
aur hamaari hi tasweer unki kitaab mein nikli.
Bar ke bahar likha
Bar ke bahar likha tha: Agar aap apni saari problems sharaab peeke bhool jaana chahte hain to kripya bill pehle pay karein.
Light jaane par America
Light jaane par: America mein power office mein phone karte hain, Japan mein fuse check karte hain, but India mein padosi ke ghar dekhte hain, sabki gayi na.
Dil hi dil mein
Dil hi dil mein, unhein chahte hain
dil hi dil mein, unhein pyaar karte hain
mushkil hai unki raah se guzarna
phir bhi har mod pe, unka intezaar karte hain.
Who mausam wo bahar
Who mausam wo bahar bhi uske samne kam thi, uske saath guzra wo waqt wo fiza bhi num thi, per kya kare ae zalim, apne hathon mein mohabbat ki lakir hi kam thi!!
Devdas mein ghar pe
Devdas mein ghar pe oil lamp jalaate hain phir bhi Shahrukh ke ghar ka fountain electric hai, LED lights ke saath. Maan Gaye Bhansali.
Ghar ki salvaton mein
Ghar ki salvaton mein simte jo kabootar baste hain. Sooni khidkiyon ke saayon se woh bhi darte hain.
Uncle ke ghar sasuralwale
Uncle ke ghar sasuralwale aaye. Biwi: Mere gharwalon ke liye bahar se kuch le aao. Kuch der baad Uncle bahar se Taxi le aaya.
Phool Chahat Se Khila
Phool Chahat Se Khila Karte Hai. Zakhm Mohabbat Se Sila Karte Hai. Log kyun Zindagi Se Gila Karte Hai. Isi Zindagi Mein Toh HUM Jaise Dost Mila Karte Hain.
Kaash khusiyon ki ek
Kaash khusiyon ki ek dukaan hoti aur usme hamaari pehchaan hoti, le lete aapke liye saari khushiya, chahe unki kimat hamaari jaan hoti.