Home » Shayari SMS » Love Shayari SMS » Barson se mera badan
Barson se mera badan
Barson se mera badan pyasa hai
ab ki bar mere jism par bhi ye barsat ho jati
aye khuda tune sabhi ko kuch diya hai
unko mujhe dene ki mujh par khairaat ho jati.
Wo chaandani ka badan
Wo chaandani ka badan khushbuon ka saaya hai, bahut aziz hume hai magar paraaya hai. Utar bhi aao kabhi aasaman se, tumhen khuda ne hamaare liye banaya hai.
Wo Chandani Ka Badan
Wo Chandani Ka Badan Khushbuon Ka Saya Hai, Bahut Aziz Hamen Hai Magar Paraya Hai. Utar Bhi Aao Kabhi Aasaman Ke Zine Se, Tumhe Khuda Ne Hamare Liye Banaya Hai
Badan Ke Kuch Hisson
Badan Ke Kuch Hisson Par Lavender Ka Tel Lagane Se Macchar Aur Keede Durr Bhagte Hai. Yeh Pata Tha Tabhi Toh Jis Din Batti Nahi Thi Uss Din Bhi Mere Bacche Chain Ki Neend Soye.
Aasmaan se tod ke
Aasmaan se tod ke ek tara diya hai, meri tanhaai ko ik sahaara diya hai, meri kismat bhi naaj karti hai mujh par, ki khuda ne pyaar hi itna pyaara diya hai…
Aasmaan se tod kar
Aasmaan se tod kar tara diya hai, tanhaai ne ek sahara diya hai, meri kismat bhi naaz karti hai mujh pe, khuda ne dost hi itna pyaara diya hai…
Aasman se tod kar
Aasman se tod kar tara diya hai. Aalam-e-tanhai mein ek sahara diya hai. Meri kismat bhi naaz karti hai mujh pe. Khuda ne dost hi itna pyaara diya hai.
Tu mujhe mil jaaye
Tu mujhe mil jaaye, to sab kuch khoobsurat hai
Ae khuda mujhe aur kuch nahi, bas uski jaroorat hai. Happy Valentines Day
Ram Tune mera cheque
Ram: Tune mera cheque neeche kyun phenk diya. Shyam: Dekhna chahta hoon ki bounce karega ki nahi?
Teri wafa mujh par
Teri wafa mujh par udhaar rahegi, meri zindagi teri mushkurahat par nisar rahegi. Diya hai tune itna pyar mujhe, mar kar bhi meri zindagi teri karzdaar rahegi.