Home » Shayari SMS » Love Shayari SMS » Door ho jaane se
Door ho jaane se
Door ho jaane se rishtey nahin tootatey,
na hi sirf paas rehne se judtey,
yeh toh dilon ke bandhan hain,
isiliye hum tumhein aur tum hamein nahin bhooltey.
Door hone se rishtey
Door hone se rishtey nahi tootte aur naa hi paas aane se judte. Ye to dilon ka ek bandhan hai, isliye hum aapko aur aap humein nahi bhoolte.
Jaane Tu Ya Jaane
Jaane Tu Ya Jaane Na mein Arbaaz aur Sohail hawaldar ko Guytonde bolte hain aur inspector usse Shinde bolta hai. Split personality.
Light jaane par America
Light jaane par: America mein power office mein phone karte hain, Japan mein fuse check karte hain, but India mein padosi ke ghar dekhte hain, sabki gayi na.
Na jaane kab iss
Na jaane kab iss sheher ki taseer badal gayi. Ghar par nahin aati hai woh boodhi bhikharan.
Woh dost the hamare
Woh dost the hamare, pyar ban gaye
pyar se phir dosti par aagaye
jaane hamaare bich yeh kaisa rishta hai
bandhan judaye bhi nahin jaate, chudaye bhi nahin jate.
Na jaane kyun raat
Na jaane kyun raat aa jaati hai, Baato mein aapki baat aa jaati hai, Hum to Good Night kehna chahte hain, Lakin na jaane kyun aapki yaad aa jati hai. Good Night
Bina jaane pehchane iqraar
Bina jaane pehchane iqraar na kijiye, Dil ko beqaraar na kijiye, Phool bhi de sakte hain dard gehra, Har phool par yun aitbaar na kijiye.
60 saal ke aadmi
60 saal ke aadmi ne paper mein rishtey ka add diya. Ek mahine baad ek khat aaya: Sir,iss umar mein rishtey nahi farishtey aate hain
Dhadakta hai dil par
Dhadakta hai dil par awaaz nahin aati
roti hain aankhein par aansoon nahin behte
kaise dilayein vishwaas aapko
jeetey ham hain par saansein bhi meri nahin hoti.