Home » Shayari SMS » Love Shayari SMS » Din tere khayaal mein
Din tere khayaal mein
Din tere khayaal mein guzar jaata hai,
raat ko khayaal tera hi aata hai.
Kabhi yeh khayaal is tarah badh jaata hai ki
aaine mein bhi tera chehra nazar aata hai.
Tere intzaar mein is
Tere intzaar mein is kadar waqt bita rahein hain Tere intazaar mein is kadar waqt bita hain kabhi PIZZA to kabhi ICE-CREAM kha rahein hain
Tere intzaar mein is
Tere intzaar mein is kadar waqt bita rahein hain kabhi PIZZA toh kabhi ICE-CREAM kha rahein hain
Aap hi ho khayaal
Aap hi ho khayaal mein hamare din raat, kehni hai humko aapse kuch baat. Mauka to dekar dekhiye humko, inkaar na kar paaoge kyunki sacche hai hamare jazbaat.
Aankhon mein tere ashq
Aankhon mein tere ashq utaar lenge. Khushi tujhe dekar gam udhaar lenge. Tere jaane ke baad aayegi teri yaad. Tere khayaalo mein hi waqt guzaar lenge.
Dost tu hai mera
Dost tu hai mera sabse nyara, Tujhe mubarak ho tera janmdin yaara, Meri bhi na nazar lage tujhe, Kabhi udaas na ho tera ye chehra pyara. Happy Birthday.
Bina tere na ek
Bina tere na ek pal ho na bin tere kabhi kal ho, Yeh dil ban jaye phattar ka, na is mein koi halchal ho. Miss you more than you know!
Kitne chehre hai duniya
Kitne chehre hai duniya me magar humko ek chehra nazar aata hai, Duniya ko ab hum kya yaad karein, Aapki yaadon main waqt sara guzar jata hai.
Jaye kahan koi hai
Jaye kahan koi hai nahin meet apna
mahtab chip gaya baadal me raat andhiyari hai
aankhein kholun samne ho tera chehra
dil ke aaine me kewal tasvir tumhari hai.
Main jahan jahan jaata
Main jahan jahan jaata hoon, mujhe tera hi chehra dikhta hai. Isme kasoor tera nahi, holi ke din har ranga hua chehra ek jaisa hi lagta hai. Happy Holi.