Home » Shayari SMS » Love Shayari SMS » Dil to karta hai
Dil to karta hai
Dil to karta hai mohabbat tumhein sadiyon se sanam,
aaj izahaar-e-mohabbat hai toh hairat kyun hai?
Ae Dil Tu Mohabbat
Ae Dil Tu Mohabbat Karta Kyun Hai, Karta Hai To Tadapta Kyun Hai, Woh Kehte Hain Tum Hamare Dil Ki Dhadkan Ho, Phir Hamare Bagair UnKa Dil Dhadakta Kyun Hai?
Koi din mein karta
Koi din mein karta hai koi raat mein karta hai koi aadha ghanta lagata hai toh koi do ghante lagata hai kya??. mobile charging.
Manta Tumhein pata hai
Manta: Tumhein pata hai mein jitni baar saans leta hoon ek aadmi marta hai? Banta: Mouthwash kyun nahi use karta?
Doctor Maine jo tumhein
Doctor: Maine jo tumhein dawa di thi, wo khai kyun nahi? Manta: Kya karta? Dawa ki bottle pe likha tha, hamesha band rakho.
Jee karta hai ek
Jee karta hai, ek patthar loon us par pyar se likhoon I miss you aur fir maroon tere sar pe tab pata chalega, kitna dard hai teri yaad mein
Minnaten karta hoon neend
Minnaten karta hoon neend ko aa jaao, nahin aati hai. Phir unnka aise hi na aana yaad aata hai.
Ab tujhe yaad karta
Ab tujhe yaad karta hoon toh ajeeb si khushi hoti hai. Ae dost. Lagta hai mujhe teri yaad se bhi pyaar ho gaya hai.
Yahi dua karta hu
Yahi dua karta hu khuda se, aapki zindigi mein koi gum na ho, Janamdin par mile hazaaron khusiyan, chahe unme shaamil hum na ho. Janamdin Mubarak!
Yaad karta hoon jab
Yaad karta hoon jab doston ko, yaadon se dil bhar jaata hai. Kabhi saath baith ke botale kholte the, aaj milne ko dil taras jaata hai. Happy Friendship Day.