Home » Shayari SMS » Love Shayari SMS » Dil lagaaya nahin jaata
Dil lagaaya nahin jaata
Dil lagaaya nahin jaata, lag jaata hai!
Pyaar kiya nahin jaata, ho jaata hai!!
Todne ke liye waada
Todne ke liye waada kiya nahi jaata, soch samajh ke pyaar kiya nahi jaata. Yakin karo pyaar agar dil se ho to uske bina ek pal bhi jiya nahi jaata.
Rin lagaaya aur daag
Rin lagaaya aur daag gaya wah wah, rin lagaaya aur daag gaya, Abhijeet: Daya lagta hai, khooni bhaag gaya.
Raha bhi nahi jaata
Raha bhi nahi jaata ek pal door tumse,
kya karein hamein tumse pyaar bhi bahaut hai.
Aapko suchit kiya jaata
Aapko suchit kiya jaata hai ke aapne sone ki limit cross karli hai. Isse pehle ghar waale laat maar ke uthaaye, apne aap uth jaao aalsiyo. Good morning
Aisa nahin ki aapki
Aisa nahin ki aapki yaad aati nahin,
khata sirf itni ki hum bataate nahin,
DOSTI aapki anmol hai hamare liye,
samjhte ho aap isliye jataate nahin.
Mangta hoon deti nahin
Mangta hoon deti nahin jawab us baat ka. Deti hai toh khada ho jaata hai rom rom jazbaat ka kehti hai phasaa do baalon mein phool gulaab ka
Bhulaye bhi nahin jaate
Bhulaye bhi nahin jaate, gale se lagaye bhi nahin jaate,
ajnabi nahin hain, phir bhi apne kehlaye nahin jaate.
Kya Kahen Ki Kuch
Kya Kahen Ki Kuch Kaha Nahin Jaata, Dard Meetha Hai Par Saha Nahin Jaata, Rista Ho Gaya Hai Is Qadar Aap Se, Ki Bina Sms Kiye, Raha Nahi Jata…
Bewajah kisiko sataaya nahin
Bewajah kisiko sataaya nahin karte
hadh se bhi zyada kisiko tadpaya nahin karte
jin ki saans chalti ho aapke sms se
unhein apne sms ke liye rulaya nahin karte!