Home » Shayari SMS » Love Shayari SMS » Dil ki baat aankhon
Dil ki baat aankhon
Dil ki baat aankhon se keh gaye
woh rakhe hue zahar ko apne haathon se pila gaye
karte kaise inkaar ham unhein maut se
jab unki pehli nazar pe hi ham mar gaye!
Unse ishq hai hame
Unse ishq hai hame unko bataaye kaise. Unki aankhon ke raaz chhipaye kaise. Unki har adaa pe marte hai hum. Unko kaatil thehraaye kaise.
Dil hi dil mein
Dil hi dil mein, unhein chahte hain
dil hi dil mein, unhein pyaar karte hain
mushkil hai unki raah se guzarna
phir bhi har mod pe, unka intezaar karte hain.
Aankhon mein ashq diya
Aankhon mein ashq diya karte hain, Apni neende tere naam kiya karte hain, Jab bhi aaye hichkiyan tumhe, samajh lene hum yaad karte hain!
Aankhon mein armaan diya
Aankhon mein armaan diya karte hai, hum sabki neend chura liya karte hai, ab se jab jab aapki palke jhapkegi. Samajh lena tab tab hum aapko yaad kiya karte hai.
Jinki yaad mein hum
Jinki yaad mein hum deewane ho gaye, Woh humse begaane ho gaye, Shayad unhe talash hai naye pyar ki, Unki nazar mein hum purane ho gaye.
Jinki yaad mein ham
Jinki yaad mein ham deewane ho gaye,
woh hi hamse begaane ho gaye,
shayad unhein talaash hai ab naye dost ki,
kyonki unki nazron mein ham purane ho gaye!
Jinki Yaad Main Hum
Jinki Yaad Main Hum Diwane Ho Gaye, Wo Humhi Se Begane Ho Gaye, Shayad Unhe Talash Hai Naye Humsafar Ki, Kyonki Unki Nazar Me Hum Ab Purane Ho Gaye.
Aankhon mein ashq liya
Aankhon mein ashq liya karte hai, Hum apni neend mein tera naam liya karte hai. Jab bhi aaye hichkiyaan tumhe, Samajh lena hum tumhe yaad kiya karte hai..
Aapki ek baat hume
Aapki ek baat hume bahut pasand hai. Aap jab bhi koi kaam karte ho, dil laga ke karte ho.. Kyunki, dimaag to aapke paas hai hi nahi.