Home » Shayari SMS » Sad Shayari SMS » Dil rakh diya kadmon
Dil rakh diya kadmon
Dil rakh diya kadmon me unke
jab hamne hal-e-dil izhar kiya
unhone hamein inkar kiya
aur jab kuch dino baad unse ye zikra nikla
unhe izhar ka lamha yad na tha.
Kabhi dost keh diya
Kabhi dost keh diya kabhi bhula diya, Kabhi hasa diya kabhi rula diya. Kabhi SMS karke ek aur lamha badha diya. Kabhi reply na kar ke saara khoon jala diya.
Dil jo uthake rakh
Dil jo uthake rakh diya hai khat mein, khat ko dil mein basa lena,
yaad jo aaye meri surat toh halke se muskura dena.
Teri Dosti ne diya
Teri Dosti ne diya sukoon itna, Ke tere baad koi accha na lage, Tujhe karni hai BEWAFAI to is ada se kar, Ke tere baad koi BEWAFA na lage.
Aisa dard diya usne
Aisa dard diya usne pyaar bhi mera badnaam ho gaya, unse ishq karne ki khata kya huyi, Itni kimat wasool ki unhone, mera kafan bhi nilaam ho gaya.
Kumkum bhare kadmon se
Kumkum bhare kadmon se aaye LAYXMIJEE aapke dwar, sukh sampatti mile aapko apaar, Deepawali ki subhkamnain kare sweekar. HAPPY DIWALI.
Aane waale the mahino
Aane waale the mahino baad, station se hamara ghar door na tha. Par hum milen unse, shaayad unhe manjoor na tha.
Shiv ne jeewan diya
Shiv ne jeewan diya
Shiv ne sampanna kiya
Karo shiv ki bhakti saadhna
Nishchit phal degi aaradhana
Happy Mahashivratri.
Dil diya tha dil
Dil diya tha dil paane ke liye.
Wada kiya tha nibhane ke liye.
Unhone mohabbat sikha di aur kaha.
Humne to mohabbat ki thi tumhe aazmaane ke liye. Good Morning.
Aankhon mein armaan diya
Aankhon mein armaan diya karte hai, hum sabki neend chura liya karte hai, ab se jab jab aapki palke jhapkegi. Samajh lena tab tab hum aapko yaad kiya karte hai.