Home » Shayari SMS » Sad Shayari SMS » Dil cheez hai kya
Dil cheez hai kya
Dil cheez hai kya, jaan tumhari hai
teri baahon me dam nikle hasrat hamari hai
intezar karte karte ankhein thak gayi hain
aaoge lautkar sochkar umar guzari hai.
Teri yaadon me palbhar
Teri yaadon me palbhar dur raha na kabhi
saath rahenge umarbhar tamanna hamari hai
kaise karun izhaar mohabbat ka tujhse
Dil cheez hai kya, jaan tumhari hai.
Dil cheez hi kya
Dil cheez hi kya hai,
yeh toh bahaana hai pyaar jataane ka
warna yeh hamaari jaan hi kya,
yeh to sirf bahaana hai umar bhar saath nibhane ka.
Aaisi kaunsi cheez hai
Aaisi kaunsi cheez hai jo ladkiyan sirf pehenti hain aur ladke pehente bhi hai aur khaate bhi hain….? Chappal..
Chale aao tumhe hum
Chale aao tumhe hum yaad karte hain, Ye wo gunah hai jo hum baar-baar karte hain, Jala ke dil mein hasraton ke chirag, Tumhare aane ka intezar karte hain.
Dosti ka haq hum
Dosti ka haq hum yun ada karte hain, aap ke naam ye jaan fida karte hain. Aapko phool ka zakhm bhi na aane paaye, khuda se hum yahi dua karte hain.
Aksar jab hum unko
Aksar jab hum unko yaad karte hai. Apne rab se yahi fariyaad karte hai. Umar hamari bhi lag jaaye unko, kyunki hum khud se zyaada unko pyaar karte hai.
Har insaan ki apni
Har insaan ki apni pehchan hoti hai
magar hamare sms ki apni shaan hoti hai!
Har kisi ko ham nahin karte sms magar
jisko karte hain, usme hamari jaan hoti hai!!
Tumhari Aankho Mein Samana
Tumhari Aankho Mein Samana Chahte Hai, Tere Dil Me Koi Thikana Chahte Hai, Thak Gaye Ham Yaad Karte Karte Aapko, Ab Ham Tumhe Yaad Aana Chahte hai.
Dil se unse pyar
Dil se unse pyar karte hai
chup chupke mohabat ka intezar karte hai
jin raahon par unka chalna mushkil hai
unhi raahon par humsafar banne ka intezar karte hai.