Home » Shayari SMS » Sad Shayari SMS » Chaha hai aur maana
Chaha hai aur maana
Chaha hai aur maana hai tujhe is tarah hamne ki,
maaf bhi tujhe kar jayenge, jo tu kabhi mera raqeeb ho.
Chaha hamne usey dil
Chaha hamne usey dil-o-jaan se ziada,
par sapne toot kar choor hogaye,
rasam-o-riwaaz hain wajah iski,
jo aaj ham ussey door hogaye.
Maana kabhi dil ki
Maana kabhi dil ki baat na bataoge, Par aankhon mein jo hai kaise chupaoge, Vaada raha hamara yeh tumse, Jab palke uthaoge humein aage paoge!
Pati Aaj aapan chaha
Pati: Aaj aapan chaha baher piyu. Patni: Tumhala kaay vatata me chaha karun thakte? Pati: Nahi, pan me chaha che cup dhuoon thakto na
Chaha tumhein dil o
Chaha tumhein dil-o-jaan se
nibhaya har kiya hua waada aapse
kaha aapne kabhi na ruthenge humse,
hogayi itni si khata,
aur muh modkar chal diye hamare jahan se.
Chale jayenge par yaadein
Chale jayenge par yaadein suhani chhod jayenge, Aapke dil mein apni nishani chhod jayenge. Kabhi rowoge kabhi muskuraaoge, Hum dosti ki vo kahani chhod jayenge.
Chaha tumse gar sirf
Chaha tumse gar sirf itna chaha
teri zulfon mein uljha rahu, itna chaha
kaid rahu teri palkon mein aanshu bankar
fislun palkon se, to tere gaalon pe dam nikle.
Jisne humko chaha usse
Jisne humko chaha, usse hum chah na sake, jisko chaha usse hum paa na sake. Yeh samajh lo dil tutane ka khel hai, kisi ka toda aur apna bacha na sake.
Maana ki bahut bade
Maana ki bahut bade ho tum khaleefa. Par dukanon pe taala yun kyon daalte ho?
Roshan khayalo Ki Tarah
Roshan khayalo Ki Tarah, Maine Chaha Hai Tumhe Din ke Ujalon Ki Tarah. Guzre The Jo Kuch Lamhe Tumhare Saath, Meri Yaado Me Chamakte Hai Wo Sitaron Ki Tarah.