Aisi haseen mulaqaat thi

Aisi haseen mulaqaat thi
kuch le gayi kuch de gayi
tishanaa labon ki pyaas thi
kuch bujh gayi kuch reh gayi!

SMS WhatsApp