Home » Shayari SMS » Timepass Shayari SMS » Jab ham pehli baar
Jab ham pehli baar
Jab ham pehli baar aapse miley,
aisa lagaa hum apni takdeer se miley,
hamara woh metro station par aapka intezaar karna,
aapka woh hamare liye class bunk karna!
Zindagi Main Bahut Baar
Zindagi Main Bahut Baar Aisa Waqt Aayega, Jab Apka Chahne Wala Hi Aapko Rulayega. Magar Vishwas Rakhna Uski Wafa Pe, Akele Mein Wo Aapse Jyada Aansu Bahayega
Soraj ki pehli kiran
Soraj ki pehli kiran, Din ka pehla pehar, Panchion ki pehli chehchahat, Dhanak ka pehla rang, Hawa ki thandi sansanahat, Subha ka pehla khumaar. GOOD MORNING
Dad Beta is baar
Dad: Beta is baar mein tujhe bike zarur dilaonga. Exam mein paas hue to honda 70 collage jaane ke liye aur fail hue to rajdoot dudh bechne ke liye.
Zindagi mein baar baar
Zindagi mein baar baar ye mukaam aaye, Tum hamaare hum tumhaare kaam aaye. Bas itni hai dua khuda se, ki agle janam mein tumhare dosto me hamara naam aaye.
Aapko 1 baar hichki
Aapko 1 baar hichki aaye toh samajhna I am remembering you. 2 baar aaye toh I want to meet you. 3 baar aaye toh I miss you. 4 baar aaye toh, jaake paani pi lena
Hum jeete ek baar
Hum jeete ek baar hain, marte ek baar hain, pyaar bhi ek baar karte hain, shaadi bhi ek baar karte hain, to fir ye exam bar bar kyun? Jaago students jaago.
Ek Lamha Jo Baar
Ek Lamha Jo Baar Baar Satata Hai, Na Jane Ye Dil Kya Chahta Hai, Kaash Woh Hote Hamari Nazaro Ke Samane Par Ye Kaash, Kaash Hi Reh Jata Hai..
Shaadi Mein Khaane ke
Shaadi Mein Khaane ke 2 Rules: 1. Pehli Baar Is Tarah Khaao Ki Doosri Baar Milega Nahi 2. Doosri Baar Is Tarah Khaao Ki Pehli Bar Khaya Hi Nahi.
Sukhi patti se bhi
Sukhi patti se bhi pyaar kar lenge, Hum tum par aitbaar kar lenge, Ek baar keh do tum hamare ho, hum saari zindagi intezaar kar lenge. Good Morning.