Home » Shayari SMS » Timepass Shayari SMS » Hoga musafir jo jahan
Hoga musafir jo jahan
Hoga musafir jo jahan mein aayega,
safar ka jahan muqaam chod jaayega.
Main jahan jahan jaata
Main jahan jahan jaata hoon, mujhe tera hi chehra dikhta hai. Isme kasoor tera nahi, holi ke din har ranga hua chehra ek jaisa hi lagta hai. Happy Holi.
Zindagi ke safar mein
Zindagi ke safar mein mujhe bhula de, Par tu hamesha yaad aayega, Teri dosti ki kasam, Tu bulaye toh tera dost kabr se uthkar chala aayega!
Aah banke saanson se
Aah banke saanson se nikal aayega, rokega to aankhon se nikal aayega. Bhool jaana mujhe itna asaan bhi na hoga, Baaton mein mera zikra baaton se nikal aayega.
Ummeed ki shama dil
Ummeed ki shama dil mein na jalana, Jahan ke safar mein kho na jaana, Aaj mood mein the toh SMS kar diya, Roz intzaar mein palak na bichana.
Sitaron se agey jahan
Sitaron se agey jahan aur bhi hai, abhi mohabbat ke imthan aur bhi hai tum hi nahi lubhate mere dil ko, college mein ladkiyan aur bhi hai.
Jahan dost vahan pyar
Jahan dost vahan pyar, jahan pyar vahan mohabbat, jahan mohabbat vahan ishq, jahan ishq vahan dard, jahan dard vahan dard ka balm.
Patni Jahan bhi main
Patni:Jahan bhi main paise rakhun humara beta chori kar leta hai.Pati:Uski books mein rakhlo wo unhe choota hi nahi hai
Aapko har waqt mujhe
Aapko har waqt mujhe chahna hoga, mere pyaar ko umar bhar nibhana hoga, is jahan ki baat chodo dost, har janam mein aapko mere liye laut aana hoga.
Kuch karna hoga ki
Kuch karna hoga ki aaye apni baari
aisa na ho desh ko kha jaye yeh mahamari.
Hoon intezar me, dunga Maa ko nayi saree
aye azad bharat kya mit chuki berozgari?