Home » Shayari SMS » Timepass Shayari SMS » Koi khayalon mein kho
Koi khayalon mein kho
Koi khayalon mein kho jaaye,
aur aksar hamara didar kar hamse pyaar ho jaye!
Ab aap hi kahiye in nazaron mein kya raha,
jo ek baar hamaara didar ho jaye!
In nazaron mein kya
In nazaron mein kya raha,
jo ek bar hamaara didar ho jaye,
ab yeh toh roz ki bat ho gayi,
hamein dekh kar hamse milkar,
koi fida ho jaye!
Ho Chuki Raat Bahut
Ho Chuki Raat Bahut Ab So Bhi Jaaye. Jo Hain Dil Ke Kareeb Uske Khayalon Mein Kho Bhi Jaaye. Kar Raha Hoga Koi Intezar Aapka. Khwabo Mein jaake Unse Mil To Aaye
Koi aisa dost banaya
Koi aisa dost banaya jaaye, Jiske aansuon ko palkon mein chupaya jaye, Ho hamara rishta aisa, Ki main hoon bhookha to usse khaya na jaaye!
Zindagi mein baar baar
Zindagi mein baar baar ye mukaam aaye, Tum hamaare hum tumhaare kaam aaye. Bas itni hai dua khuda se, ki agle janam mein tumhare dosto me hamara naam aaye.
Rango ke tyohar mein
Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmaar, dher saari umango se bhar jaaye aapka sansaar, yahi dua karte hai bhagwan se hum baar baar. Happy Holi
Gusse mein pitah ne
Gusse mein pitah ne bete ko aakhri warning di: yeh aakhri baar hai jab main tumhe aakhri baar samjha raha hoon.
Aaye to sang laye
Aaye to sang laye khushiyan hazar,
Har sal manayein hum yeh tyohar,
Bhar de hamara daaman prem ke sath,
De jaye umren hazaar baar baar!
HAPPY KARWA CHAUTH.
Aisa dostana hamara mein
Aisa dostana hamara-mein kashti tu kinara, mein dhanush tu teer mein matar tu paneer, mein varsha tu badal mein rajma tu chawal, mein hot tu cool mein april tu?
Aapki yaad mein thoda
Aapki yaad mein thoda waqt bitaya jaaye. Kyun na aapse ek yadagaar mulaakat ho jaaye. Chalo ek pyaara sa sms hi bhej do. Jisse shor bhi na ho aur baat ho jaaye.