Home » Shayari SMS » Timepass Shayari SMS » Apne ghamon ko kahin
Apne ghamon ko kahin
Apne ghamon ko kahin aur na le jaya jaye
ghar ki cheezon ko ghar mein sajaya jaye
ghar se majzid hai bahut dur
chalo kisi rotey huye baachche ko hansaya jaye.
Jaante Ho Raat Mein
Jaante Ho? Raat Mein Sabse zyada Maza Kab Aata Hai? Jab Kisi Sote huye Ko Jaga Kar Pocha Jaye So Rahey Ho Kya? Good Night.
Chunnu Tum apne ghar
Chunnu: Tum apne ghar ko sapno ka ghar kyun kehte ho? Munnu: Kyunki jitna maine sapne mein bhi nahi socha tha utna kharcha is ghar par hua hai.
Lag Na Jaaye Kahin
Lag Na Jaaye Kahin Betaab Sitaaron Ki Nazar. Chand Se chehre Ko Aanchal Mein Chhupa Kar Sona. GOOD NIGHT
Tu kahin bhi rahe
Tu kahin bhi rahe, Tujh par yeh ilzaam hai, Tere haath ki lakeeron mein, Mera naam hai, Tu mujhe apna na bana, Tu mere naam se badnaam hai.
Teen log zabardasti ghar
Teen log zabardasti ghar mein ghus gaye aur bedroom se use utha le gaye. Kisi ne meri ek na suni. Jaate huye keh gaye. Baaki kishte de kar apna tv le jana.
Santa Kahin Ja Raha
Santa Kahin Ja Raha Tha. Raaste Mein Unhone Deewar Pe Likha Dekha:Padhne Wala Gadha Hai. Ye Padh Kar Santa Pareshan Ho Gaya Aur Usne Likha Likhne Wala Gadha Hai
Krishna ke kadmo pe
Krishna ke kadmo pe kadam badaate chalo. Ab murli nahi to seeti bajaate chalo. Radha to ghar waale dilayenge hi, magar tab tak gopiya patate chalo.
Nazar jab mili to
Nazar jab mili to fasaane huye. Ek pal mein hum aapke deewane huye. Jab se aaye hain aap hamari zindagi mein. Andaaz hi hamaare kuch shairana huye.
Dar hai aag se
Dar hai aag se, Haath na jal jaye, Dar hai waqt se, Der na ho jaye, Dar hai maut se, Bichad na jayen, Dar hai aapse, Kahin pyar na ho jaaye.