Home » Shayari SMS » Timepass Shayari SMS » Chu le aasmaan zamin
Chu le aasmaan zamin
Chu le aasmaan
zamin ki talash na kar
maza le zindgi ka
khushiyo ki talash na kar
gamon se dur hokar
takdir badal jaygi
muskurana sikh le
wajah ki talash na kar
Sitaare aasmaan mein chamakte
Sitaare aasmaan mein chamakte hain, Badal door se baraste hain, Hum bhi kitne ajeeb hain, Aap dil mein rehte hain aur hum mulaqat ko taraste hain.
Aasmaan Ko Neend Aye
Aasmaan Ko Neend Aye To Sulaau Kahan, Dharti Ko Maut Aye To Dafnaau Kahan, Sagar Main Leher Aaye To Chupaau Kahan, Yaar Tu Bata Jab Teri Yaad Aye To Jau Kahan.
Aaj aasmaan mein taare
Aaj! aasmaan mein taare aise chamak rahe hain, Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain…. JAISE KAL CHAMAK RAHE THE !!!
Aasmaan se ziyaada door
Aasmaan se ziyaada door main reh nahin saktaa,
par yeh baat zameen se toh keh nahin saktaa.
Aasmaan se utaari hai
Aasmaan se utaari hai, taaro se sajaai hai, chaand ki chaandni se nahaai hai. Sambhaal ke rakhna ye dosti, ye meri jindagi bhar ki kamaai hai.
Aasmaan se tod kar
Aasmaan se tod kar tara diya hai, tanhaai ne ek sahara diya hai, meri kismat bhi naaz karti hai mujh pe, khuda ne dost hi itna pyaara diya hai…
Aasmaan se tod ke
Aasmaan se tod ke ek tara diya hai, meri tanhaai ko ik sahaara diya hai, meri kismat bhi naaj karti hai mujh par, ki khuda ne pyaar hi itna pyaara diya hai…
Aasmaan par jitne sitaare
Aasmaan par jitne sitaare hain! aankhon mein jitne ishaare hain! samandar ke jitne kinaare hain! utne screw dheele tumhare hain
Aasmaan ko neend aaye
Aasmaan ko neend aaye to sulaae kahan, dharti ko maut aaye to dafnaae kahan, sagar mein leher uthe to chupaae kahan, ap jaise dost ki yaad aaye to jaae kahan.