Home » Shayari SMS » Timepass Shayari SMS » Ab ke saawan mein
Ab ke saawan mein
Ab ke saawan mein ye shararat hamare sath hui,
hamara ghar chod kar pure sheher mein barsaat hui.
Abke saawan paani barsa
Abke saawan paani barsa bahut, paani ki har boond mein aaye yaad bahut. Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi, baadlon ke saath aankhon se paani baha bahut.
Ghar ki talaash mein
Ghar ki talaash mein iss sheher aaya tha. Chaar deewaren toh mili, par qaid ho gaya.
Tum Hamare Dil Mein
Tum Hamare Dil Mein Baste Ho, Wah Wah. Tum Hamare Dil Mein Baste Ho, Lekin Thoda Side Mein Ho jaao, Saans Ki Naali Main Kyon Phanste Ho?
Aisa dostana hamara mein
Aisa dostana hamara-mein kashti tu kinara, mein dhanush tu teer mein matar tu paneer, mein varsha tu badal mein rajma tu chawal, mein hot tu cool mein april tu?
Aaghaaz mein Suman Ranganathan
Aaghaaz mein Suman Ranganathan kehti hai ki Sunil Shetty ghar nahi aaya hai, par agle hi shot mein wo ghar ke andar se aata hai.
Baaz mein jab Dino
Baaz mein jab Dino Karishma ke ghar aata hai, Karishma ke ghar mein short circuit hua tha. Phir bhi usne doorbell bajai aur wo baji.
Chalte Chalte mein jab
Chalte Chalte mein jab Shahrukh Rani ko Athens chodne jaata hai, Rani so rahi hoti hai, aur wo bina address jaane usey ghar chod deta hai.
Mera khayal man mein
Mera khayal man mein lekar soya karo, Khidki khuli chod kar soya karo. Kya pata kab aa jaaye hum milne aapse, isliye thodi jagah chod kar soya karo. Good Night.
Banta ne bus mein
Banta ne bus mein ek ladki ko ched diya. Ladki: tumhare ghar mein maa behen nahi hain kya. Banta: kya pata, main to subah se ghar se baahar hun.