Home » Shayari SMS » Love Shayari SMS » Deewana hoon tera inkaar
Deewana hoon tera inkaar
Deewana hoon tera inkaar nahin,
kaise keh doon ke pyaar nahin,
kuch sharaarat toh teri nazaron mein bhi thi,
main akela hi gunahgaar nahin.
Aa teri umar main
Aa teri umar main likh doon chand sitaron se, Tera janamdin manaau phoolon se baharon se, Har khoobsurti dunia ki le aau, Sajaon mehfil haseen nazaron se.
Bina dekhe teri tasveer
Bina dekhe teri tasveer bana doon, Bina mile tera haal bata doon, Hai mere pyar mein itna dum, Apna aansoo teri aankh se gira doon.
Boy Teri mummy tera
Boy:Teri mummy tera short dress dekhke gussa nahi karegi? Girl: Karegi na, Main unka hi dress peheni hoon.
Aksar log kehte hain
Aksar log kehte hain,
tu shayar ho gaya hai,
lafzon ko bithana aadat hai teri,
main shayar nahin aashiq hoon tera,
teri adaon pe gungunana bas aadat hai meri.
Bana gaya hai deewana
Bana gaya hai deewana ek shawab tumhara,
jaaga hoon to yaad tumhari, soya hoon to khwab tumhara.
Main mangta hoon magar
Main mangta hoon magar woh deti nahin, jawab meri baat kaa. Woh deti hai toh khada ho jata hai rom rom jazbaat kaa. Woh kehti hai phasaado baalon mein phool gulaab kaa, phasaata hoon toh chhoot jata hai haathon se phool gulab kaa..
Door hoon apne Dost
Door hoon apne Dost se main, kaise Eid manaau?
Soch rahi hoon us tak pahuchu ya ohir usko bhulaun.
Tera Tera Tera Surror
Tera Tera Tera Surror, Insano Mein Hai Ek Langoor, Naam Hai Unka Himesh Reshmiya Hujoor!
Jab bhi dekhta hoon
Jab bhi dekhta hoon khud ko iss behke se aaine mein. Samajh jaata hoon ki Sampooran hoon, sampooran nahin.