Home » Shayari SMS » Love Shayari SMS » Apni haseen aankhon mein
Apni haseen aankhon mein
Apni haseen aankhon mein chupalo mujhko,
mohabbat agar karte ho to churalo mujhko,
khone ka khauf ho agar tumhe to,
dil ki har dhadkan me basalo mujhko.
Aankhon mein ashq liya
Aankhon mein ashq liya karte hai, Hum apni neend mein tera naam liya karte hai. Jab bhi aaye hichkiyaan tumhe, Samajh lena hum tumhe yaad kiya karte hai..
Aankhon mein ashq diya
Aankhon mein ashq diya karte hain, Apni neende tere naam kiya karte hain, Jab bhi aaye hichkiyan tumhe, samajh lene hum yaad karte hain!
Haseen aankhon ko padhne
Haseen aankhon ko padhne ka abhi tak shoq hai mujh ko, mohabbat mein ujad kar bhi meri aadat nahin badli…..
Agar wo apni mohabbat
Agar wo apni mohabbat hume banaa le, hum unka har khwaab apni palko pe sajaa le, karegi kaise maut hume unse juda, agar vo hume apni ruh mein basaa le.
Aankhon mein armaan diya
Aankhon mein armaan diya karte hai, hum sabki neend chura liya karte hai, ab se jab jab aapki palke jhapkegi. Samajh lena tab tab hum aapko yaad kiya karte hai.
Aaj meri aankhon mein
Aaj meri aankhon mein itna paani bhar gaya hai, Tu agar mera aasiyaana bhi jalaaye to meri aankhon ki baarish usse bujha degi.
Aankhon mein mat dekho
Aankhon mein mat dekho neend chura lunga. Na dil ke kareeb aao warna mohabbat sikha dunga. Gehra hai aapse rishta itna, Khwabon mein bhi aaye to apna bana lunga
Teri aankhon mein hume
Teri aankhon mein hume
Apna kal dikhaai deta hai
Sab kuch theek ho jaata hai jab tu
Hume apni baahon mein leta hai.
Happy Valentines Day
Aankhon mein aansu ki
Aankhon mein aansu ki jagah na ho, mere pass aapko bhulaane ki wajah na ho, agar bhul jaau kisi tarah to khuda kare, zindagi ki agli subah na ho.