Home » Shayari SMS » Love Shayari SMS » Agar hum na hote
Agar hum na hote
Agar hum na hote to ghazal kaun kehta,
aap ke chehre ko kamal kaun kehta,
yeh to karishma hai mohabbat ka,
varna pathharon ko Taj Mahal kaun kehta!
Agar hum na hote
Agar hum na hote to ghazal kaun kehta. Aapke chehre ko kamal kaun kehta. Yeh to karishma hai mohabbat ka. Varna patthro ko tajmahal kaun kehta.
Hum na hote to
Hum na hote to aapko gazal kaun kehta, aapke chehre ko kamal kaun kehta, Ye to karishma hai hum pyaar karne waalon ka, warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta.
Agar haath mein takat
Agar haath mein takat hai toh taj mahal ko hila ke dikha varna aa, mera pass beth, do peg pi aur taj mahal ko hilta dekh.
Agar hum aansu hote
Agar hum aansu hote to aapki aankho se girkar marna pasand karte, aur agar aap meri aankho ke aansu hote, to wada hai dost hum zindagi bhar nahi rote.
Agar wo apni mohabbat
Agar wo apni mohabbat hume banaa le, hum unka har khwaab apni palko pe sajaa le, karegi kaise maut hume unse juda, agar vo hume apni ruh mein basaa le.
Agar mohabbat nahi to
Agar mohabbat nahi to rokte kyu ho, tanhaai mein mere baare mein sochte kyun ho, agar manzil judaai hai to jaane do, mujhko laut ke kab aaoge puchte kyu ho.
Agar Mohabbat Nahi To
Agar Mohabbat Nahi To Rokte Kyun Ho, Tanhaai Main Mere Bare Mein Sochte Kyun Ho, Agar Manzil Judaai Hai To Jane Do Mujhe Ko, Lot Ke Kab Aaoge Poochte Kyun Ho.
Kaun kehta hai mujhe
Kaun kehta hai mujhe desh se pyar nahi
Agar na hota to aaj ke din yu na sajta.
Aur tum jaise kanjaron ko
Happy Republic Day ka sms na bhejta.
Wife aji agar main
Wife: aji, agar main gum ho gayi to tum kya karoge? Husband: its the time to disco. Kaun dhondega tujhko, kabhi na mile tu mujhko.