Home » Shayari SMS » Love Shayari SMS » Aapki mithi baatien mere
Aapki mithi baatien mere
Aapki mithi baatien mere dil ko lubhati hain,
bhigi si muskaan deewana kar jati hai.
zamaane ki nazron se aapko chupana chahti hu,
sirf aapki hi hona chahti hu!
Aapki muskaan meri kamzori
Aapki muskaan meri kamzori hai
Keh na paana majboori hai
Valentines Day ke din mere paas aa jaao
Aapka saath hona mere liye jaroori hai
Allah aapki kamayi mein
Allah aapki kamayi mein barkat de aapko khush rakhe. aapko naukri de. aapki umar lambi kare.yaad ho gaya? chal katora utha aur shuru hoja
Apke pyar ki barish
Apke pyar ki barish mein bhigna chahti hu,
apki bahon mein pighalna chahti hu,
apke ishq ke sagar mein doob jana chahti hu,
apke chehre pe fida hona chahti hu.
Hamari Dosti ka koi
Hamari Dosti ka koi naam to hona chahiye, Milna na sahi dua salam to hona chahiye, Aapki yaad mein hum beemar ho gaye, Aapko kam se kam Zukaam to hona chahiye.
Aapki Yaadon Ko Aansu
Aapki Yaadon Ko Aansu Banakar Piya Karenge, Bewaqt Aapko Miss Kiya Karenge. Aapki Yaadon Mein Mar Bhi Gaye To, Farishton Ke Mobile Se Aapko Sms Kiya Karenge.
Aankhe aaj rona chahti
Aankhe aaj rona chahti hain, yaadon mein uski khona chahti hain, koi itna pyaar de gaya zindagi mein, zindagi bhi khone se pehle kisi ki hona chahti hai.
Aapki zindagi mein koi
Aapki zindagi mein koi gum na ho, aapki aankhe kabhi num na ho, har roz mile aapko nayi girlfriend, jiski umar 80 se kam na ho.
Pati Mere marne ke
Pati:Mere marne ke baad tumhe mere jaisa doosra nahin milega.Patni:Tumse kisne kaha ki main doosra bhi tumhare jaisa chahti hoon
Papa Mere zamaane mein
Papa: Mere zamaane mein ladkiyaan sharmaati thi. Beta: Kyun aap unhein aisa kya kehte the?