Home » Shayari SMS » Sad Shayari SMS » Chaha tumhein dil o
Chaha tumhein dil o
Chaha tumhein dil-o-jaan se
nibhaya har kiya hua waada aapse
kaha aapne kabhi na ruthenge humse,
hogayi itni si khata,
aur muh modkar chal diye hamare jahan se.
Aaj pher li unhone
Aaj pher li unhone aankhe humse, jo hum pe jaan nisaar karte the. Aaj naam lete bhi katraate hain, jo kabhi humse mohabbat-ae-ikraar karte the.
Alvida keh ke jab
Alvida keh ke jab wo chal diye, in aankho ne saare haseen khawaab kho diye. Gum ye nahi ki wo mujhe chor gaye, dard to tab hua jab alvida kehte hue khud ro diye
Manta Main tumhein chaand
Manta: Main tumhein chaand se compare nahi kar sakta. Preeto: Main itni sundar hoon?Manta: Nahi main chaand ki insult nahi karna chahta
Meri har khata par
Meri har khata par naraaz mat hona, Apni muskaan kabhi mat khona, Dekhkar teri muskurahat mujhe maut bhi aa jaye, Toh meri jaan tu mat rona!
Hum iss qadar tumpe
Hum iss qadar tumpe mar mitege, Tum jahan dekhoge hum dikhege. Rakhna har pal iss dil mein hamari yaad, Hamare baad hamare pyar ki daastan duniya wale likhege.
Aisa dost chahiye Jo
Aisa dost chahiye, Jo hume apna maan sake, Hamare har dukh ko jaan sake, Chal rahe ho gar hum tez baarish mein, Phir bhi paani mein se aansuon ko pehchan sake.
Dard jitna saha jaaye
Dard jitna saha jaaye utna hi sehna, Kisi ke dil ko jo lag jaye vo baat na kehna, Milte hain hamare jaise dost bahut kam, Isliye humse ‘Kabhi Alvida Na Kehna’
Aasman humse naraaz hai
Aasman humse naraaz hai, taaron ka gussa behisaab hai. Log humse jalte hain. Kyunki chand se pyara DOST hamare paas hai. Happy Friendship Day.
Aashiq hai tere sadiyo
Aashiq hai tere sadiyo se hum. Itni mohabbat kisne ki hai sanam. Hadd se zyaada chaaha hai tumko humne. Maange tu jaan bhi toh piche hatege na kabhi mere kadam.