Home » Shayari SMS » Sad Shayari SMS » Chaha hamne usey dil
Chaha hamne usey dil
Chaha hamne usey dil-o-jaan se ziada,
par sapne toot kar choor hogaye,
rasam-o-riwaaz hain wajah iski,
jo aaj ham ussey door hogaye.
Meri mazaar pe aate
Meri mazaar pe aate hain kuch log
hata do iski turbat, kehte hain log.
Iska wajood ishq tha, iski rooh ishq thi
is daur ka ye kais tha kehte hain ab bhi ye log.
Aapke dil mein thodi
Aapke dil mein thodi si panaah chahiye. Zindagi ko jeene ki aapse ek wajah chahiye. Kehte hain log ishq gunaah hai. Gunah hai to humein iski sazaa chahiye.
Chahkar bhi usey apna
Chahkar bhi usey apna bana na sake,
ishq karke bhi unhein ye jata na sake.
Dil tha hamara koi kagaz ka tukda nahin,
isliye cheer kar kabhi dikha na sake.
Hamne jo banaya ret
Hamne jo banaya ret par khwabon ka mahal
dar raha tha tufan se badal baras gaye
yakin nahin ab apni kismat ke sitaron par
aasmanon se girkar wo bhi bikhar gaye.
Watan hamara aisa koi
Watan hamara aisa koi na chhor paaye. Rishta hamara aisa koi na tod paaye. Dil ek hai ek jaan hai hamari. Hindustan hamara hai hum iski shaan hain.
Badi mushkil se dil
Badi mushkil se dil ko samjhaya hamne,
ghamon mein khudko khush jataya hamne.
Ji bharke rona chahti thi aankhein,
khushiyon ke bahane ashkon ko bahaya hamne!
Khoobsurat aankhain teri raat
Khoobsurat aankhain teri raat ko jaagna choor de, khud ba khud neend aa jayegi tu mujhe sochna choor de. Good Night
Kacche maheen dhaagon ko
Kacche maheen dhaagon ko kam na samajhna. Woh toot ke bhi baaki hain, jud gaye toh rakhee hain.
Aansu nikal aate hain
Aansu nikal aate hain rone se pehle, har khwaab toot jaatein hain sone se pehle, ishq hain gunaah ye to samajh mein aa gaya, kaash koi rok leta ye hone se pehle