Home » Shayari SMS » Sad Shayari SMS » Bijliiyaan aksar vo giraate
Bijliiyaan aksar vo giraate
Bijliiyaan aksar vo giraate rahe,
aashiyaane ham bhi banaate rahe.
Aksar logon ko kehte
Aksar logon ko kehte suna hai ke, zinda rahe to phir milenge, lekin tumse milne ke baad dil ne mehsoos kiya, milte rahe to zinda rahenge.
Mila karo hamein aksar
Mila karo hamein aksar ke jee nahi lagta. Tumhare rabte se zindagi wajood main hai.
Aksar pyaar mein log
Aksar pyaar mein log suicide kar dete hain …kabhi dosti mein aaj tak sunaa ……nahi na………
Aksar Takdeer Ke Rukh
Aksar Takdeer Ke Rukh Badal Jaate Hai, Mohabbat Main Fasale Simat Jaate Hai. Chahat Ho Sacchi To Aisa Bhi Hota Hai, Dur Jaanewale Fir Laut Ke Aate Hai
Aksar wo mujhse puchta
Aksar wo mujhse puchta hai. Kya zindagi hai aur kya maut? Main khaamosh reh kar dil hi dil mein kehti hu, tujhe paa liya toh zindagi hai aur kho diya to maut.
Aksar jab hum unko
Aksar jab hum unko yaad karte hai. Apne rab se yahi fariyaad karte hai. Umar hamari bhi lag jaaye unko, kyunki hum khud se zyaada unko pyaar karte hai.
Aksar pyaar karne waale
Aksar pyaar karne waale apni chahat ki taarif karte hain, taaki wo unse juda na ho jaaye, hum isliye khaamosh rehte hain, taki koi aur aap par fida na ho jaaye.
Aksar gumsum rehnewaala nagma
Aksar gumsum rehnewaala nagma hun main. Aapki yaadon mein rehnewaala lamha hun main. Aap meri jaan ho to ek baat bataao aapke hote hue bhi kyu tanha hu main.
Aksar gumsum rehne wala
Aksar gumsum rehne wala nagma hoon main, aapki yaadon ka lamha hoon main, aap mere dost ho toh batao, aapke hote huye bhi kyun tanha hoon main? Good Morning.