Home » Shayari SMS » Sad Shayari SMS » Apne honthon pe sajaana
Apne honthon pe sajaana
Apne honthon pe sajaana chahta hu
aa main tujhe gungunana chahta hu
aakhiri hichki tere daaman mein aaye
maut bhi main aashikana chahta hu.
Apne hotho par saja
Apne hotho par saja kar tujhe main tere hi geet gaana chahta hu, jal kar bujh jaana humari kismat sahi, bus ek baar main roshan hona chahta hu.
Champu Apne aakhri din
Champu: Apne aakhri din ki date pata karni ho toh khoon kar daal. Buntu: Usse kya hoga? Champu: Judge tujhe batayega ki tujhe kis din maut milegi!
Aaj dil ki baat
Aaj dil ki baat kehne ko ji chahta hai, tere dil mein rehne ko ji chahta hai, rab jaane tera mera kya rishta hai, bas tujhe apna kehne ko ji chahta hai.
Dil Chahta Hai Ke
Dil Chahta Hai Ke Tujhe Apna Bana Loon. Sab Bhool kar Tujh mein Sama loon. Ab Lafzon Se Ye Dil Behelta Nahi. Dil Chahta Hai Ke Tujhe Apne Paas bula loon.
Hum to tere dil
Hum to tere dil ki mehfil sajane aaye the, teri kasam tujhe apna banane aaye the. Kis baat ki saza di tune humko, bewafa hum to tere dard ko apnane aaye the.
Hum Tere Intezaar Main
Hum Tere Intezaar Main Mar Na Jaayein Kahin, Ek Tujhe Dekhne Ki Aarzoo Mein Aakhri Saans Hai Baaki. Aaja Ek Baar Dil Ko Karaar Aaye, Phir Jaan Jaye To Gam Nahi
Apne saare gum mujhe
Apne saare gum mujhe dedo, main saari khushiyaan tujhe deta hoon, jo sochi thi kabhi khud ke liye, wo saari duaayein tujhe deta hoon.
Manta Tune apne peshaani
Manta: Tune apne peshaani pe lipstick kyun lagaayi hai? Banta: Yaar main apna mind make up karna chahta hoon.
Aksar wo mujhse puchta
Aksar wo mujhse puchta hai. Kya zindagi hai aur kya maut? Main khaamosh reh kar dil hi dil mein kehti hu, tujhe paa liya toh zindagi hai aur kho diya to maut.