Home » Shayari SMS » Sad Shayari SMS » Aaj kal yeh aalam
Aaj kal yeh aalam
Aaj kal yeh aalam hai,
ham marte marte marne agye
Yun hi kaha unhein,
ham zinda nahi reh payenge apse juda
to agle hi pal wo zalim kafan ke sath muskurate agye!
Doston Ke Bina Toh
Doston Ke Bina Toh Khushi Bhi Maayusi Ka Hai Aalam, Inke Sath Se Mushkile Bhi Jashn Bahara Hai, Kaun Hai Is Duniya Mein Apna, Ek Tumara Hi Toh ab Sahara Hai
Wo doston ki mehfil
Wo doston ki mehfil wo muskurate pal, dil se juda nahi beeta hua kal. Kabhi zindagi guzarti thi waqt bitaane mein, aaj waqt guzarta hai zindagi bitaane mein.
Wife main Driver ko
Wife: main Driver ko Naukari se nikaal rahi hoon, kyon ke aaj main doosri baar marte marte bachi hoon. Husband: Begum, please. Usse ek aur mauka toh do.
Abhi Tak markar Dekha
Abhi Tak markar Dekha Bewafa Sanam ke liye
Duptta Na mila hai kafan ke liye.
Ek Bar Markar dekho watan ke liye
Tiranga Milega kafan ke liye.
Happy Republic Day.
Logo Ko Kehte Suna
Logo Ko Kehte Suna Aksar, Zinda Rahe To Phir Milenge. Magar Iss Dil Ne Mehsoos Kiya Hai, Milte Rahe Toh Zinda Rahenge.
Aksar logon ko kehte
Aksar logon ko kehte suna hai ke, zinda rahe to phir milenge, lekin tumse milne ke baad dil ne mehsoos kiya, milte rahe to zinda rahenge.
Wo aaj bhi hume
Wo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain wo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain yeh to unke bache hi kamine hain, jo mama-mama bulaate hain.
Log kehte hain woh
Log kehte hain woh jinpe marte hain woh chand ka ek tukda hai, Hum kehte hai hum jinpar marte hai, Chand unka ek tukda hai.
Santa apne dost se
Santa apne dost se: Aaj kal kya kar rahe ho? Dost: M.Sc kar raha hun. Santa: Yara jo marzi karo par sath sath padhaai jaari rakho.