Home » Festivals SMS » Karwachauth SMS Greetings » Karwachauth ka din hai
Karwachauth ka din hai
Karwachauth ka din hai
Tumhaari yaadon se bhare hai hum
Tum bin zindagi kitni berang hogi
Ye soch ke kayi baar dare hai hum
Miss you this Karwachauth
Khainch laati hai mujhe
Khainch laati hai mujhe shayad mohabbat tumhaari warna. Main kayi baar mila hoon aakhri baar tumse.
Karwachauth ka din aaya
Karwachauth ka din aaya hai
Khushiyon ki phuhaar laaya hai
Kitne khushnaseeb hai hum
Jo tum jaisa jeewansaathi paaya hai
Din hua hai to
Din hua hai to raat bhi hogi, hona mat udaas baat bhi hogi, itne pyaar se dosti ki hai to khuda ki kasam, zindagi rahi to mulakaat bhi hogi…
Zindagi mein kuch nahi
Zindagi mein kuch nahi chahiye
Bas tera mohabbat bhara saath mil jaaye
Chand ka intezaar hai hume
Tum chand sang aao toh ye Karwachauth khil jaaye
Happy KarwaChauth
Aapko 1 baar hichki
Aapko 1 baar hichki aaye toh samajhna I am remembering you. 2 baar aaye toh I want to meet you. 3 baar aaye toh I miss you. 4 baar aaye toh, jaake paani pi lena
Dekhi kayi mehfilen Yeh
Dekhi kayi mehfilen, Yeh fiza kuch aur hai, Jalwe dekhe kayi yeh adaa kuch aur hai, Vaise kayi jaam hain, Par aapka nasha kuch aur hai.
Aao main aaj tumhe
Aao main aaj tumhe apni zindagi se milaoon, Apni aankhen band karo. Kitna andhera hai na? Tum bin neri zindagi bhi aisi hi hogi. Bas ab meri ho jaao.
Kayi raaz dikhaye nahi
Kayi raaz dikhaye nahi jaate, Kayi kisse sunaye nahi jaate, Kayi dil tode nahi jaate, Aur kuch aap jaise dost hote hain jo chode nahi jaate.
Halla Bol mein Pankaj
Halla Bol mein Pankaj Kapur ko villain 1 metre ki doori se 6 baar shoot karta hai lekin har baar miss karta hai. Practice karo yaar.