Home » Daily SMS » Movie Mistakes » Mangal Pandey mein narrator
Mangal Pandey mein narrator
Mangal Pandey mein narrator hamein 1853 mein leke jaata hai, phir kehta hai 4 saal baad, aur hamein 1856 mein lejaata hai.
Mangal Pandey mein har
Mangal Pandey mein har scene mein sirf Aamir Khan apna sepoy uniform pehente hain, aur baaki sepoy normal kapde pehente hain.
Krrish mein Rohit Malaysia
Krrish mein Rohit Malaysia mein 2 saal tha aur 2 saal baad India mein Preity ko beta hota hai. Yeh kaise mumkin hai?
Boy Mein chaar saal
Boy: Mein chaar saal ka hun or tum? Girl: Mein bhi chaar saal ki hun Boy: To phir chal na, sharmana kya? Gir: kahan? Boy: Polio ke qatry peeney.
Kyun Ki mein abnormal
Kyun Ki mein abnormal Salmaan hill se girne ke baad normal ho jaata hai. Yeh kaisa treatment hai boss?
Anari No 1 mein
Anari No.1 mein Govinda ki maa uske birth ke baad mar gayi thi par Govinda kehta hai uski maa ne kaha tha wo ek din bada aadmi banega.
Break Ke Baad mein
Break Ke Baad mein Imran ek din ke andar achanak Deepika ke paas Delhi se Gold Coast chala jaata hai. Visa kab banwaya?
Daaku Mangal Singh Banta
Daaku Mangal Singh Banta Ke Ghar Mein Ghus Aaya Daaku: Sona kahan hai. Jaldi Bataao! Banta: Pura Ghar Khaali Hai, Jitthe Marzi So Jaao.
Bharat mein voting ki
Bharat mein voting ki umra 18 saal hai. Aur shaadi ki 21 saal kyun?
Kyunki desh sambhalna asaan hai. Biwi sambhalne mein vaat lag jaati hai.
Happy Republic Day.
Love Aaj Kal mein
Love Aaj Kal mein truck mein sirf ek hi gadda hai par Saif aur uske saare dost ghar mein dher saare gadde leke jaate hain. How?