Home » Daily SMS » Movie Mistakes » Maine Pyar Kyun Kiya
Maine Pyar Kyun Kiya
Maine Pyar Kyun Kiya mein Salman aur Katrina Dubai se Bombay ek chhote plane mein aate hain, par andar se plane ek jumbo jet hai.
Maine Pyar Kyun Kiya
Maine Pyar Kyun Kiya mein jab Sushmita Salman ko apna daily routine bataati hai, wo 2 ghante routine se kha jaati hai.
Aankhon se kyun aansu
Aankhon se kyun aansu chalak jaate hai. Tanhaaiyo mein kyun gum yaad aate hai. Aansu ponch kar koi yeh bata de hume. Rulaane wale hi aksar kyun yaad aate hai.
SHER Itna kyun itaraate
SHER:Itna kyun itaraate ho, bina wajah sharmaate ho*dar kar jaagta hoon neend se roz, tum mere hi sapno mein kyun aate ho
Aankhon se aansu kyu
Aankhon se aansu kyu chalak jaate hain? Tanhaai mein gam kyun yaad aate hain? Paas aakar koi hume ye bata de dur rehne waale aksar kyun yaad aate hai.
Aankh jab band kiya
Aankh jab band kiya karte hain. Saamne aap huwa karte hain. Aap jaisa hi mujhe lagta hai. Khwaab mein jisse mila karte hain. Good Morning.
Dil mein tujhe pyar
Dil mein tujhe pyar karte hain, Khwabon mein deedar karte hain, Namumkin hai tera har raah se guzarna, Par tera har raah intzaar karte hain.
Boss Tum late kyun
Boss:Tum late kyun aaye? Bittu: Sir, galati se maine toothpaste ko zyada daba diya, bahut toothpaste nikal aaya. Usse wapas andar daalne mein time lag gaya.
Kisi ke pyar mein
Kisi ke pyar mein gehri chot khai hai, wafa se pehle bewafai paai hai, log dua mangte hain is haal mein marne ki, humne uski yaadon mein jeene ki kasam khai hai
Pyar hai toh aansoo
Pyar hai toh aansoo ki shaan hai, Pyar na ho toh mehfil veeraan hai, Saara khel pyar ka hai varna, Janaaza aur baaraat ek samaan hain.