Home » Love SMS » Love SMS in Hindi » Usse Is Tarha Meri
Usse Is Tarha Meri
Usse Is Tarha Meri Mohabbat Mein Mashroof Kar De Khudaya, Ke Usey Neend Tak Na Aye Meri Yaad Ke Bagair.
Meri mohabbat ko meri
Meri mohabbat ko meri kamzori na samajh
Ye dilon ke khel humse khele nahi jaaye
Shaam ko milo meri Valentine bankar
Ab aur nakhre humse jhele nahi jaate
Har waqt tumhe meri
Har waqt tumhe meri yaad satayegi, dukh ke waqt meri dosti hi yaad aayegi, tab jaanoge hamari dosti ke kadr, jab hamari zindagi se saansein rooth jaayegi.
Meri Saheli Ko Food
Meri Saheli Ko Food Processer Aur Mixer Grinder Dhone Main Bahut Mushkil Hoti Thi. Tab Usse Maine Bataya Ki Mixi Ke Bartan Main Thoda Sa Detergent Aur Paani Daal Kar Usse mixer Par Ghuma Lo, Uske Baad Dho Lena.Woh Toh Impress Ho Gayi!
Meri Nanand Ke Ghar
Meri Nanand Ke Ghar Par Jung Lage Bartan Dekhkar Mian Toh Chouk Hi Gayi. Phir Maine Usse Nuska bataya Ki Namak Aur Vinegar Barabar Matra Main Lekar Usse Bartano Ko Roz Ghiso. Kuch Din Main Jung Nikal Jayega. Tab Saau Maa Ko Pata Chala Bahurani Kya Hoshiyaar Cheez Hai!!!
Meri Nailpolish Kabhi Kharab
Meri Nailpolish Kabhi Kharab Nahi Hoti! Hamesha Smooth Aur lagane Main Aasan Kyonki Main Usse Hamesha Fridge Main Hi Rakhti Hu. Haan Kabhi Kabhi Sakth Ho Jaati Hai Par Agar Usse Ubalte Paani Main Daalo Toh Phir Naye Jaise!
Meri Behen Apne Baccho
Meri Behen Apne Baccho Ke Safeed Canvas Shoes Ko Roz Dhote Dhote Pareshaan Ho Gayi. Kaash Meri Tarah Usse Bhi Pata Hota Ki Safed Canvas Shoes Par Moti Parakh Jamne Tak Starch Spary Karte Rahe Aur Phir Unhe Sukhne De Toh Joote Hamesha Saaf Rahenge.
Meri Padosan Kal Mujhse
Meri Padosan Kal Mujhse Pooch Rahi Thi Ki Main Hafte Main Do Baar Sabjiyan Kharidti Hoon, Meri Sabjiyan Sadti Kaise Nahi? Main Usse Kyon Batau Ki Fridge Main Rakhi Sabjiyon Ke Neeche Akhbaar Rakho Toh Wo Nami Ko Soakh Leta Hai Aur Sabjiyon Ko Taza Rakhta Hai.
Apni neend se hum
Apni neend se hum pyar karte hai. Par usse jyada aapka intezar karte hai. Log rab ko yaad karte hai. Hum subah subah aapko yaad karte hai. Good Morning.
Meri tassali ke liye
Meri tassali ke liye muskuraya karo, Fizool hi sahi aankh milaya karo, Itni bhi dushmani acchi nahi, Kabhi meri gali mein bhi aaya karo.